Tum car ke engine jaise ho mai uska petrol ho gayi Tum mere ghar ki chaukhat se mai uski dehleej ho gayi Tum mere ashiyane ki chatt jaise mai uski deewar ho gayi Tum diya ho mere jeevan ka mai uski baati ho gayi Tum Shiv Shambhu se bhole ho mai unki gauri kaali sati ho gayi Tum aakar mujhe sambhal lena jaise shiv shambhu karte the darr ansu aur gussa mera tere pyar se sab pighal jayega bahon me mujhko bhar tu lena aur pyar ye bas ye keh dena tu meri hai aur meri rahegi jaane tujhe dunga nahi chahe kuch bhi ho jayega - shivya