मैं एक क़दम बढ़ाऊँगी,
तुम ज़िंदगी भर का साथ समझना...
मैं ख़ामोशी से देखूँगी,
तुम मेरी हर बात समझ लेना...
मैं नज़र झुकाऊँगी,
तुम मेरी हाँ समझना लेना...
मैं अपना हाथ बढ़ाऊँगी,
तुम उम्रभर के लिए थाम लेना...
मैं पलकें उठा के देखूँगी,
तुम सीने से लगा लेना...
Mere kuch kehne par is tarah ukhad jate ho Baat kya hai kyu hume satate ho Ab kabhi kehte hi nahi ki tumhari yaad aati hai Har baat me hume kyu bhul jate ho Din guzar jata hai par tumhara ek message nahi aata Sare din me mera khayal kyu nahi laate ho Meri narazgi ko pal bhar bhi nahi rehne dete the tum Ab jo naraz ho jau toh kyu nahi manate ho Roz jo pyar bhara ek msg aaya karta tha Na jaane ab wo pyar kyu nahi laate ho Jo beintaha mohabbat mujhe tumse ho gayi hai Wahi jazbaat dil me tum kyu nahi laate ho Mere ek aansu par tumhara dil baith jata tha Aaj wahi muskaan mere chehre pe kyu nahi laate ho Har Raat sapne me tumse mulakat ke liye sote hain Haqiqat me na sahi sapne me milne kyu nahi aate ho Thak chuki hu haar chuki hu dil ko bhi samjha chuki hu Intezar ab hota nahi tum mujhe apne paas kyu nahi bulate ho ...

Comments
Post a Comment